Thursday, 7 November 2013

Teri Dastan-e-Hayyat Koo Likho'n Kis Gazal K Naam se



Teri Dastan-e-Hayyat Koo Likho'n Kis Gazal K Naam se...??


Teri Shokhia'n Bhi Jaan Lewa Teri Sadgi Bhi Kamal Hai....!

sirf dil ka haqdar banaya tha tumhain


Aansoo baha baha k bhi hote nahi hain kam



Masjid ki Dewar pe Likha 1 Khubsurat Jumla



Masjid ki Dewar pe Likha 1 Khubsurat Jumla

Agr Tum Gunah se Thak Gaye ho
to Andar aa Jao

Khuda ki Rehmat Tumhare Intizar Me Abi Nahi Thaki

Udaas Hum, Naraaz Wo, Kaise Mitaaen Gein Ye Do0riyan



Udaas Hum, Naraaz Wo, Kaise Mitaaen Gein Ye Do0riyan.?

Hum Muntazir, Wo Bekhabar, DoNoN ki Hain Majbo0riyan...!

MuJh Ko Hai Kaam Or Bhi,



MuJh Ko Hai
Kaam Or Bhi,
KucH To Karo
KyaaL Mera..

Aatay Ho Jab
Khyal Mai JaTe
Nahe
KhyaaL Se,

SuLa Raha Tha Na Be-daar Kar Saka Tha Mujhe,



SuLa Raha Tha Na Be-daar Kar Saka Tha Mujhe,
.
W0h Jese Khuwab Mei Mehs0os Kar Raha Tha Mujhe,
.
Yahi Tha Chand Aur Is Ko Gawaah Thehra Kar,
.
Zara Sa Yaad To Kar, Tu Ne Kya Kaha Tha Mujhe,
.
Tamaam Raat Meri Khawab-Gah R0shan Thi,
.
Kisi Ne Khawab Mein Ik Ph0ol Dia Tha Mujhe,
.
W0 Din Bhi A'ey K Kh0shbu Se Meri A'nkh Khuli,
.
Aur Ik Rang HaQeeQat Mei Chhu Raha Tha Mujhe,
.
Mai Apni Khaak Pe Kaisay Na L0at Kar A'ti,
.
B0ht Qareeb Sy K0i Pukarta Tha Mujhe,
.
Dar0on-E-Khema' Hi Mera Qyaam Rhna  Tha,
.
To Meer-E-Foajj Ne Lashkr Mein Q Lia Tha Mujhe ...!

Wohi sochain wohi batain wohi andaz ab b hai..



Wohi sochain wohi batain wohi andaz ab b hai..

Boht be-chain lagte ho koi to raaz ab b hai..

Main kese uski yadon or wadon se nigah phairon..

Wo muj se dor he reh lay, mera hamraz ab b hai..

Palat aao,Lipat jao,Baras jao mery Hamdam..

K is be-lous rishtay pe Hmin to naaz ab b hy

Sunday, 3 November 2013

Wo naraz hota to use mana leta

Umar bhar aik yehi gila raha us se


jise chaha dar pr bola liya

Tujhe roz dekhon karib se

Zara si dair me dil me utarne wale log

Bin Tere dil ki halaat kia bataon

Juda howe hain bohat log aik Tum bhi sahi


mujhe tum chor kr ja bhi sakte ho


ghungte rehte hain Alfaz mere kano me

Tera khayal to Saans jaisa hai

chor to diya mujhe pr kbhi ye socha Tum ne